Monday 13 October 2014

Jee To Chahta

Jee To Chahta Definition


Source(Google.com.pk)
Jee To Chahta Hai Tujhy Cheer Rakh Duon Aey Dil,
Na Woh Rahy Tujhme Na Tu Rahy Mujhme...!!!

Jo Aana Chao To Hazaar Rasty Hain Na Aana Chaho To Uzrr Lakhoon,
Mizaaj Barham Tweel Rasta Barasti Baarish Kharaab Mousam...!!!

Kaash Dil Ki Aawaz Ka Itna Asar Ho Jaey,
Hum Umhain Yaad Karin Aur Unhain Khabar Ho Jaiy...!!!

Kaash Hum Unki Haseen Aankh Ka Kajal Hoty,
"Zaid"
Unki Aankhon Me Saeshaam Sajaey Jaty...!!!

Kabhi Husan Bhi Ban Jata Hai Dunya Bhar Ka Tamasha,
Ebrat Ke Liaey....Misarr Ka Baazar Hi Kafi Hai...!!!

Kahin Tum Bhi Na Ban Jana Mazmoon Kisi Kitaab Ka,
Loog Bary Shook Sy Parhty Hain Kahaniyaan Bewafaon Ki...!!!

Kajal Aankhon Me Daal Kar Boli,
Kijiaey Abb Shumaar Lashoon Me...!!!

Kehny Ko To Bohat Si Baatain Hain Is Dil Me,
Mukhtasar Se Alfaaz Me Meri Aakhri Khwahish Tum Ho...!!!

Khwaab Lafzoon Me Dhal Nahi Sakty,
Kaash Aankhain Parha Kary Koi...!!!


Dil Ki Zidd Ho Tum Bass Warna,
In Aankhon Ny Haseen Bohat Dekhy Hain...!!!

Dil Me Maatam Aankh Me Aansu Karwatoon Par Zoor,
Raat Ko Teri Yaad Ne Intaha Kar Di...!!!

Ek Aansu Ki Qeemat Ho Agar Ek Pesa,
To Use Kehna Ke Tum Mery Karooron Ke Mqrooz Ho...!!!

Harf e Tasalli.....To Ek Taqleef Hai,
Jiska Dard Usi Ka Dard.....Baki Sab Tamashy...!!!
 

Kisi Ke Saath Na Ho Easa Haadsa Ya RABB,
Ke Kisi Ke Piyar Ko Kisi Se Piyar Ho Jaey...!!!


Jugnuon ki talab ka sila yeh mila
Teergi hai mere chaar su.. aur main,

Khwaab ki titliyan jab ureen aankh say
Reh gai khwahish-e-rang-o-bu.. aur main,

Raat bhar jaagtay hain sitaron talay
Tera lehja.. teri guftagu.. aur main,

Aankh main khwaab ki kirchiyan reh gayeen
Hath main qismaton ka lahu.. aur main,

Sochti hoon, kahan jaoon, kis say kahoon
Shehr dushman.. Faza bhi adu.. aur main,

Ik mere ishq ki tishnagi.. aur tu
Ik tere hijr ki aabju.. aur main,

Daaman-e-umr main sar chupa kar, bohat
Ro diye hain.. teri aarzu.. aur main,

Raig-e-sehra huwe hain tere ishq main
Mere aihsaas ki aabru.. aur main,

Mere saahir.. bichartay samay reh gayeen
Teri aankhaiN mere chaar su.. aur main,

Kaash aisa ho.. saahil kanaaray kabhi
Aur koi na ho.. sirf tu.. aur main,

Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta
Jee To Chahta

No comments:

Post a Comment