Monday, 13 October 2014

Ishq ke Parwaane

Ishq ke Parwaane Definition

Source(Google.com.pk) 
Never Blame a Day in Your Life

Good days give Happiness

Bad days give Experience

Worst days give Lesson 

AND

Best days give Memeories...

(2) 
Successful people always have two things on their lips, 

Silence
& Smile.

Smile 2 slove the problems.....
Silence 2 avoid the problems....

(3) 
Shakespear's Mohter Said him:
* your are very weak in English. If you fail this time, I will not let you continue your studies.
Shaespear did not Pass M.A.English But now no one ban pass M.A.English without reading Shakespear.
Dont try to achieve the "High Degrees' But alway try to achieve "Higher Eduction".

(4) 
"Everyone has a BEST FRIEND during each stage of life, But only lucky ones have the same freind in all stages of life....

Life is tough but Alla's blessings make it 2 live.

(5)
Chahne walo kabhi aapna bhi Zamana tha, 

Sara saher kabhi apna bhi diwana tha,

Tum to karte ho dosto se dosti, 

Apna to dushmno se bhi yarana tha,

(6) 
khubsoorat hain woh lub,

jo pyari batein kartey hain,

khubsoorat hai woh muskurahat,

jo doosron ke chehron per bhi muskan saja de,

(7) 
khubsoorat hai woh dil,

jo kisi ke dard ko samjhey,

jo kisi ke dard mein tarpey,

khubsoorat hain woh jazbat,

jo kisi ka ehsaas karein,

(8) 
Zindagi mohtaaj nahi manzilo kee,

Waqt har manzil dikha deta hai,

Marta nahi koi kisi se juda hokar,

Waqt sabko jeena sikha deta hai,

(9)
Sabhi Ko Sab Kuch Nahi Milta,

Nadi Ki Lehar Ko Sahil Nahi Milta,

Ye Dilwalo Ki Dunia He Dost Kisi Se

Dil Nahi To Koi Dil Se Nahi Milta,!!

(10)
Aarzu honi chaahiye kisi ko yaad karne ki,

Lamhe to apne aap mil jaate hai...

Waqt hona chaahiye kisi ke saath guzarne ke liye,

Bahaane to apne aap ban jaate hai...

(11) 
pyar ka matlab shaadi ya hamesha milan hi nahi hota,

real pyar to insaan ke Dil main hota hai,

jisko insan k liye biyan karna bi mushkil ha,

pyar tu naam hanse muskarahat ka ha, judai ka nahi,

(12) 
pyar ke rishte ka koi nam nhi hota.

mana ki iska koi anjam nhi hota, 

nibhane ki chahat ho gar dono taraf,

to umar bhr ye rishta naakam nahi hota,

(13)
Zindagi ke liye jeena zaroori hai,

Jinake liye armaan zaroori hai,

Dil me chahe hajaro gam ho,

Phir bhi tere chehre pe muskaan zaroori hai,

(14) 
Zindagi me hardam hasate raho,

Hasna zindagi ki jarurat hai,

Zindagi ko is andaaz me jiyo ki,

Aapko dekhakar log kahe vaah!

Zindagi kitani khoobsurat hai,

(15) 
Gamo me hasane waalo ko rulaya nahi jata,

Laharon se paani ko hataya nahi jata,

Banane waale ban jaate hai apane,

Kisi ko kahkar apna banaya nahi jata,

(16) 
Duniya ka har shaukh pala nahi jata,

Kaanch ke khilono ko yu uchala nahi jata,

Mehnat karne se mushkil ho jaati hai aasaan,

Har kaam takdeer par tala nahi jata,

(17)
Maa tab bhi roti thi jab beta khana nahi khata tha,

or Maa aaj bhi roti hai jab beta khana nahi deta,

Isko itna forward karo ki koi Maa kabhi bhuki na soye,

"Love all MAA"

(18) 
koi chaara nahi duva ke siva,

koi sunta nahi khuda ke siva,

maine bhi zindagi ko karib se dekha hai,

muskilo me koi sath nahi nibhata aansu ke siva,

(19) 
Sache dil se karo fariyaad to,

Duniya ki har ek cheez milti hai,

Jis par khuda ki rehmat ho jaye,

Use kaanto me bhi khushbu milti hai,

(20) 
Hasna zindagi hai,

has kar gum boolana zindagi hai,

jeet kar hanse to kya hanse,

haar kar khushiyan manaana zindagi hai,

(21) 
Use mat dhoondho jo aapke paas nahi,

Kya faayda uske intajaar me jiski koi aas nahi,

Sirf ek baar halke se najar utha ke to dekho,

Shaayad koi aapki ek jhalak ke liye bekaraar ho...

(22)  
ROE'N WOJO MUNKIR HEN "HAYAAT-E-SHOHADAA" K...
HAMM "ZINNDA-O-JAVED"KA "MAATAM" NAHI KRTY!!!

(23)  
Har Roz HAPPY Life Jiya Kijiye,

Mujh Ko 2, 4 SMS Bhi Kiya Kijiye,

Ho Sakay To Roz 1 Kaam Kiya Kijye,

Zyada Nahi Bas Dua Main Yaad Kiya Kijiye..

(24)  
Phool se pehle khusboo ko to dekho,

karne se pehle kaam ko to dekho,

kisike roop mein diwana naa bano,

surat se pehle uske dil ko to dekho

(25) 
Ishq ke parwaane to har jagah milate hai,

Ishq ke deewaane to har jagah milate hai,

Lekeen jo sachmuch farmaate hai ishq,

Vo to sirf paagal khaane me milate hai.

(26)  
Miss call kya hai...?

Miss call ek andaaj hai aajmane ka,

Ek lamha churaane ka,

Ek ehasaas jagaane ka,

Ek dastak hai unke dar par jinko aadat

Hai bhool jaane ki.

(27)  
Ikhlaaq woh cheez hai jis ki qeemat kuch nahi dena

perti, magar is say har cheez khreedi ja sakti hai?.

(28)  
Geet gaane ke liye hote hai,

Gam uthaane ke liye hote hai,

Jakhm khaane ke liye dil hote hai aur,

SMS karane ke liye mobile hote hai.

(29) 
Jo apne hote hai wo paraye ho jaate hai,

Jindagi ki raaho me aksar aise mukaam aate hai,

Dil tadapta hai magar jaan nahi nikalti,

Rooh roti hai phir bhi jeeye jaate hai.

(30) 
Pyaar karo, pyaar ki koi had nahi hoti,

Do dilon ke beech koi sarhad nahi hoti,

Dilruba ko to sabhi chaahte hai,

Bewafa ko chaahne ki kismat sabhi ki nahi hoti.


Marr Ke Uski Muhabbat Me Itna Aaram Mila Mujhe
Wafadaron Ki Fehrist Me Barda Paidaan Mila Mujhe,

Reh Kar Uski Panahon Me Choor Chali Thi Apni Shakshiyat Ko

Bichard Kar Us-Se Khud Ka Naam Mila Mujhe,

Bardi Door Tak Chali Thi Sath Uske Main Rashton Par

Jab Se Use Ne Tanha Chorda Har Manzil Ka Payaam Mila Mujhe...!!!

Aankhon Me Kisi Yaad Ka Ras Ghol Rahi Hun

Uljhay Hoay Palon Say Girah Khol Rahi Hun,

Woh Aay Khareeday Mujhay Pinjray Me Bitha Day

Main Bhaag Me Kisi Mayna Ki Tarah Bol Rahi Hun,

Hur Baar Huaa Hay Meray Nuqsaan Ka Sauda

Kehnay Ko Hamesha Say Main Anmol Rahi Hun...!!!
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane
Ishq ke Parwaane

No comments:

Post a Comment