Ghazal Sms In Urdu Definition
Source(Google.com.pk)Kabhi saaya hai kabhi dhoop muqaddar mera
hota rehta hai yoon hi qarz baraabar mera
toot jaate hain kabhi mere kinaare mujh mein
doob jaata hai kabhi mujh mein samandar mera
kisi sehra mein bichhad jaayenge sab yaar mere
kisi jangal mein bhatak jaayega lashkar mera
bewafa tha to mujhe poochhne waale bhi na the
bewafa hoon to hua naam bhi ghar-ghar mera
kitne hanste hue mausam abhi aate lekin
ek hi dhoop ne kumhla diya manzar mera
aakhiri jur’a-e-pur kaif ho shaayad baaqi
ab jo chhalka to chhalak jaayega saagar mera
Jaty Jaty Jo Osne Ek Bar Kaha
"Phir Milainge HUM"
Najane Mere DiL Ko Aesa Q Laga
"Shayad Phir Rahain Na HUM"
Tab Oski Aankhon Main Nami C Thi
Wafaon Ki Shayad Kami C Thi
Aawaz Main Jahan TharTharahat C Thi
Wahein Honton Par Os K Muskurahat C Thi
Haathon Main Os K Kapkapahat C Thi
Pairon Main Os K Larhkarhahat C Thi
Oska Jana Shayad Zaruri Bohat Tha
Isliye tu Keh Dya
"Phir Milainge HUM
Ye Bhi Na Socha
Bin us K
Kese Rahain Ge hum.
Ghazal Sms In Urdu
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
Ghazal Sms In Urdu |
No comments:
Post a Comment