Advice 80 Sms Definition
Source(google.com.pk)(1)
Never Blame a Day in Your Life
Good days give Happiness
Bad days give Experience
Worst days give Lesson
AND
Best days give Memeories...
(2)
Successful people always have two things on their lips,
Silence
& Smile.
Smile 2 slove the problems.....
&
Silence 2 avoid the problems....
(3)
Shakespear's Mohter Said him:
* your are very weak in English. If you fail this time, I will not let you continue your studies.
Shaespear did not Pass M.A.English But now no one ban pass M.A.English without reading Shakespear.
Dont try to achieve the "High Degrees' But alway try to achieve "Higher Eduction".
(4)
"Everyone has a BEST FRIEND during each stage of life, But only lucky ones have the same freind in all stages of life....
Life is tough but Alla's blessings make it 2 live.
(5)
Chahne walo kabhi aapna bhi Zamana tha,
Sara saher kabhi apna bhi diwana tha,
Tum to karte ho dosto se dosti,
Apna to dushmno se bhi yarana tha,
(6)
khubsoorat hain woh lub,
jo pyari batein kartey hain,
khubsoorat hai woh muskurahat,
jo doosron ke chehron per bhi muskan saja de,
(7)
khubsoorat hai woh dil,
jo kisi ke dard ko samjhey,
jo kisi ke dard mein tarpey,
khubsoorat hain woh jazbat,
jo kisi ka ehsaas karein,
(8)
Zindagi mohtaaj nahi manzilo kee,
Waqt har manzil dikha deta hai,
Marta nahi koi kisi se juda hokar,
Waqt sabko jeena sikha deta hai,
(9)
Sabhi Ko Sab Kuch Nahi Milta,
Nadi Ki Lehar Ko Sahil Nahi Milta,
Ye Dilwalo Ki Dunia He Dost Kisi Se
Dil Nahi To Koi Dil Se Nahi Milta,!!
(10)
Aarzu honi chaahiye kisi ko yaad karne ki,
Lamhe to apne aap mil jaate hai...
Waqt hona chaahiye kisi ke saath guzarne ke liye,
Bahaane to apne aap ban jaate hai...
(11)
pyar ka matlab shaadi ya hamesha milan hi nahi hota,
real pyar to insaan ke Dil main hota hai,
jisko insan k liye biyan karna bi mushkil ha,
pyar tu naam hanse muskarahat ka ha, judai ka nahi,
(12)
pyar ke rishte ka koi nam nhi hota.
mana ki iska koi anjam nhi hota,
nibhane ki chahat ho gar dono taraf,
to umar bhr ye rishta naakam nahi hota,
(13)
Zindagi ke liye jeena zaroori hai,
Jinake liye armaan zaroori hai,
Dil me chahe hajaro gam ho,
Phir bhi tere chehre pe muskaan zaroori hai,
(14)
Zindagi me hardam hasate raho,
Hasna zindagi ki jarurat hai,
Zindagi ko is andaaz me jiyo ki,
Aapko dekhakar log kahe vaah!
Zindagi kitani khoobsurat hai,
(15)
Gamo me hasane waalo ko rulaya nahi jata,
Laharon se paani ko hataya nahi jata,
Banane waale ban jaate hai apane,
Kisi ko kahkar apna banaya nahi jata,
(16)
Duniya ka har shaukh pala nahi jata,
Kaanch ke khilono ko yu uchala nahi jata,
Mehnat karne se mushkil ho jaati hai aasaan,
Har kaam takdeer par tala nahi jata,
(17)
Maa tab bhi roti thi jab beta khana nahi khata tha,
or Maa aaj bhi roti hai jab beta khana nahi deta,
Isko itna forward karo ki koi Maa kabhi bhuki na soye,
"Love all MAA"
(18)
koi chaara nahi duva ke siva,
koi sunta nahi khuda ke siva,
maine bhi zindagi ko karib se dekha hai,
muskilo me koi sath nahi nibhata aansu ke siva,
(19)
Sache dil se karo fariyaad to,
Duniya ki har ek cheez milti hai,
Jis par khuda ki rehmat ho jaye,
Use kaanto me bhi khushbu milti hai,
(20)
Hasna zindagi hai,
has kar gum boolana zindagi hai,
jeet kar hanse to kya hanse,
haar kar khushiyan manaana zindagi hai,
(21)
Use mat dhoondho jo aapke paas nahi,
Kya faayda uske intajaar me jiski koi aas nahi,
Sirf ek baar halke se najar utha ke to dekho,
Shaayad koi aapki ek jhalak ke liye bekaraar ho...
(22)
ROE'N WOJO MUNKIR HEN "HAYAAT-E-SHOHADAA" K...
HAMM "ZINNDA-O-JAVED"KA "MAATAM" NAHI KRTY!!!
(23)
Har Roz HAPPY Life Jiya Kijiye,
Mujh Ko 2, 4 SMS Bhi Kiya Kijiye,
Ho Sakay To Roz 1 Kaam Kiya Kijye,
Zyada Nahi Bas Dua Main Yaad Kiya Kijiye..
(24)
Phool se pehle khusboo ko to dekho,
karne se pehle kaam ko to dekho,
kisike roop mein diwana naa bano,
surat se pehle uske dil ko to dekho
(25)
Ishq ke parwaane to har jagah milate hai,
Ishq ke deewaane to har jagah milate hai,
Lekeen jo sachmuch farmaate hai ishq,
Vo to sirf paagal khaane me milate hai.
(26)
Miss call kya hai...?
Miss call ek andaaj hai aajmane ka,
Ek lamha churaane ka,
Ek ehasaas jagaane ka,
Ek dastak hai unke dar par jinko aadat
Hai bhool jaane ki.
(27)
Ikhlaaq woh cheez hai jis ki qeemat kuch nahi dena
perti, magar is say har cheez khreedi ja sakti hai?.
(28)
Geet gaane ke liye hote hai,
Gam uthaane ke liye hote hai,
Jakhm khaane ke liye dil hote hai aur,
SMS karane ke liye mobile hote hai.
(29)
Jo apne hote hai wo paraye ho jaate hai,
Jindagi ki raaho me aksar aise mukaam aate hai,
Dil tadapta hai magar jaan nahi nikalti,
Rooh roti hai phir bhi jeeye jaate hai.
(30)
Pyaar karo, pyaar ki koi had nahi hoti,
Do dilon ke beech koi sarhad nahi hoti,
Dilruba ko to sabhi chaahte hai,
Bewafa ko chaahne ki kismat sabhi ki nahi hoti.
(31)
Aansu ki keemat wo kya jaane,
Jo har baat pe aansu bahaate hai,
Aansu ki keemat to unse pucho,
Jo gam me bhi hasate-muskuraate hai.
(32)
Mohabbat duniya ki rasme nahi jaanti,
Mohabbat ko to sirf mohabbat hi hai pahchaanti,
Mohabbat ke siwa mohabbat kuch nahi jaanti.
(33)
Mahak dosti ki ishq se kam nahi hoti,
Ishq se duniya khatm nahi hoti,
Agar saath ho Zindagi me doston ka to,
Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti...
(34)
Kaanto ko chubana sikhaya nahi jaata,
Phoolon ko khilana sikhaya nahi jaata.
Koi ban jata hai khud hi apna,
Kisi ko apna banaya nahi jaata.
(35)
Aankhen unchi huyi to dua ban gayi,
Aankhen neechi huyi to haya ban gayi,
Jo jhuk ke uthi to khata ban gayi aur
Uth kar jhuki to `ada' ban gayi...
(36)
Saathi sirf wo nahi hota jo Zindgi bhar saath nibhaaye,
Saathi to wo bhi hai jo Zindgi ke kuch palo me
Bhi Zindgi bhar ka saath de jaaye...
(37)
Zindagi K Mod par ek aisa waqt Aata hai,
Jab Insaan apne-Aapko tanha pata Hai.
Wahi tanhayia To batati hain ,
Ki Kaun Kiska kitna saath nibhata Hai.
(38)
Zindagi bahut kuch sikhati hai,
Kabhi hasati hai to kabhi rulati hai,
Kudh se Zyada kisipe bharosa mat karna
Andhere me to Parchai bhi saath chor jati hai
(39)
Behte ashqo ki jubaa nahi hoti,
lafzo me mohabbet bayaan nahi hoti,
pyaar karne wala koi mil jaaye tho kadar karna,
knyunki kismat har kisi par meharbaan nahi hoti
(40)
!! Har Seene Main Dil Hota Hain,
Har Dil Main Ek Raaz Ki Baat Hoti Hain,
Har Koi Nahi Bana Sakta TAJ MAHAL,
Par Har Dil Main Ek "MUMTAZ" Hoti Hain. !!
(41)
Koi ankhonm akhon se baat kar leta hai,
koi ankhon ankhon main mulakat kar leta hai
Bada mushkil hota hai jawab dena
jab koi khamosh reh kar sawal kar leta hai.
(42)
Kuch rishte anjane mein ho jate hai,
pehle dil phir zindagi se jurh jate hain,
kehte hai uss daur ko dosti,
jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
(43)
Kuch rishte upar bante hai,
Kuch rishte log banate hai,
Wo log bahut hi khaas hote hai,
Jo bina rishte rishta nibha jaate hai...
(44)
Ishq waale aankhon se aankhon ki baat samajh lete hai,
Sapne me mil jaaye to mulakaat samajh lete hai,
Rota to aasmaan bhi hai apni dharti ke liye,
Log uske aansu ko barsaat samajh lete hai...
(45)
Har pal me pyaar hai, har lamhe me khushi hai,
Kho do to yaad hai, jee lo to zindagi hai.
(46)
KABHI ZINDAGI MAE KISE K LIYE MAT RONA
KYUN KI WO TUMHARE AANSUON KE QHABIL NAHI HAI,
AUR WOH JO QABIL HOGA,
WO TUMHE RONE HI NAHI DENGA...
(47)
Chehre ki hasi se har gam chupao,
Bahut kuch bolo par kuch na batao...
Khud na rutho kabhi, par sabko manao
Ye Raz hai Zindagi ka, Bas Jite chale jao
(48)
Zindigi me kamyab hone ke liye 3 factory lagao!!!!
1) Dimag me Ice factory.
2) Zuban par Sugar factory.
3) Dil me Love factory.
Phir life hogi satisfactory. .
(49)
Dil walo ka apana jahan hota hai,
zindagi junun, ishq imtihan hota,
be maut mare jate hai mohabbat me,
marne ka shauk kahan kisiko hota hai
(50)
PYAAR KO KAMZORI NAHIN TAAQT BANAAO....
RISHTO KO MJBOORI NAHIN IBAADT BANAAO......
ZINDGI SIRF JEENE SE KYA HOGA........ ..
HAR PAL HAR LAMHE KO APNI KOSHISH SE JANNT BANAAO....
(51)
Na chaaho kisi ko itana ki,
Uski chaahat tumhaari majboori ban jaaye,
Chaho kisi ko itana ki,
Tumhara pyaar usaki jaroorat ban jaaye.
(52)
Kisi Ko Chao Na Itna Ke Uski Chahat,
Tumhari Kamjori Ban Jaye,
Agar Chaho To Chaho Kisi Ko itna Ke,
Tumhari Chahat Uski Jarurat Ban Jaye.
(53)
Jub Woh Mera Naam Apne Haathon Ki,
Lakeeron Main Talash Kar Ke Thak Gaya,
Toh Dheere Se Sir Jukaya Or
Muskara Ke Kaha
" Lakeere Jooth Bolti Hai "
(54)
Zindagi ki raah mein aage chalte Jana har pal,
Mur ke Na dekh beete hue pal
Jo nahin tha tera tujhe nahin mila,
Jo milgaya uske sath guzaar apna har pal
(55)
Jab kabhi aapko koi gam sataaye,
Koi baat dil ko na bhaaye,
Aakhen saagar chalkaaye, yaad karke dekhana hame,
Kya pata aapka ek aansu kam ho jaaye.
(56)
"Zindagi mujhe aur dard mat dena,
Jo dekha hai hamare aankhon ne sapna wo sapna todh mat dena,
Kabhi zindagi chahiye to mujhse maang lena aaye Khuda,
Par mujay kise ka mohtaj na Karna "
(57)
ansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo...
Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo...
dunya kisi ka zakham nahi samjte hai...
Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo-A.Shakoor.......
(58)
zindagi to ek khwab hai,
woh zindagi kiya jismay khwab nahi hotay,
hath ke lakiron ko kismat na samajhna,
kismat unke bhi hote hai, zinkay hath nahi hotay.
(59)
jaane waale chale jaate hain dost......
yaadein bhi khaak ho jaati hain.....
bas kuchh palon ki baatein hain.....
fir to parchhai bhi saath chhod jaati hai...
(60)
Phulon ki Tareef sab Karte hain,
Badi Mushkil se Log Kanton pe Gaur Karte hain.
MALI to Sirf Naam ke hote hain,
Phulon ki Hifazat to Kante hi Karte hain...
(61)
Zindagi K Mod par ek aisa waqt Aata hai,
Jab Insaan apne-Aapko tanha pata Hai.
Wahi tanhayia To batati hain ,
Ki Kaun Kiska kitna saath nibhata Hai.
(62)
Zindagi Sirf Mohabbat Nahin Kuch Aur Bhi Hai
Zulf-o-Rukhsaar ki Jannat Nahi Kuch Aur Bhi Hai
Bhookh Aur Pyaas ki Maari Hui Is Duniya Mein
Ishq Hi Ek Haqeeqat Nahin Kuch Aur Bhi Hai."
(63)
{""}__{""},*,¤,*,¤,
( ¤ APPY,*,¤,
{__}""{__},EID,*,¤,*,¤,*,¤,*,¤,*,
,*,IN ADVANCE *¤,
*,¤, ,*¤,",¤,*,¤,*,LOTS OF HAPPINESSES 4 U
& UR FAMILY..
(64)
Kise Ke Kaymubioon Ma Dohain Shamil
Hote Hain
.
OUR.................
Barbade Ma Badwhain Shamil Hote Hain
(65)
Tammannao ki duniya to har insaan basata hai
magar paata wohi jo taqdeer laata hai
na kar taqdeer se shikwa muqaddar azmate ja
manzil dur nahi kismat azmate ja
(66)
Jab log juda ho jatey hain
Sab ehad hawa ho jatey hain
Jab niyat theek na ho apni
Sab amal gunaah ho jatey hain
(67)
Jab waqt dikhata hai ankhein
Sultan bhi gada ho jatey hain
(68)
kaash koi itna he pyara ho mera bhi apna,
kaash kabhi poora ho jaye mera yeh bachkana sapna....... .........
(69)
ham na hon gay to kon manay ga tum ko
buri baat hai her baat per rootha na karo
(70)
Is divorce only solution...! never.
1. Renew your Commitment to Stay Married.
2. Decide to act lovingly towards your spouse, even if
you do not feel like it.
3. Open the doors for communication and take time to
listen to your spouse.
4. Stop complaining and start complimenting.
5. Focus on the positive.
6. Be willing to forgive.
7. Be willing to compromise.
8. Have more fun together.
9. Seek help from a trained relationship expert.
(71)
1. Renew your Commitment to Stay Married.
2. Decide to act lovingly towards your spouse, even if
you do not feel like it.
3. Open the doors for communication and take time to
listen to your spouse.
4. Stop complaining and start complimenting.
5. Focus on the positive.
6. Be willing to forgive.
7. Be willing to compromise.
8. Have more fun together.
9. Seek help from a trained relationship expert.
(72)
Dil ka rishta dil say ho tu koi doori ka dar nahe.
ap ki eid ache guzray hamare jaise bhi ho koi gham nahe
(73)
Night is longer than day for those who DREAM
& day is longer than night for those who make their DREAMS come true.
Good Night & Sweet Dreams
(74)
Qazi udhar bhi tha, Molvi idhar bhi tha,
Do bol tere pade, Do bol mere pade,
Tera nikah pada, Mera janaaza pada,
FARQ SIRF ITNA SA THA
Tujhe apnaya gaya ,
Mujhe dafnaya gaya.
(75)
Us me bat hi kuch aise the
"FRAZ"
agr dil na dete tou jan de dete
(76)
kya fark hota hai khuda or peer me,
kya fark hota hai kismat or takdeer me,
agar kuch chaho or na mile ,
samajna kuch or acha likha hai,
hath ki lakeer me.
(77)
yaad karte karte aankh bhi bhar aayi hai
rote rote huye fir subha ka agaaz kiya
(78)
Kimenay Logoon Ke Kame Nahi Is Jahan Ma,
On Ke Harkatoon Say Ap Pechan Jahain Gay,
(79)
kaha wafa ka badla wafa say datiay hian log
ab to mubhat mubhat ki saza datay hian log
pahaley sajatay hian dilon mian chahton kay khawab phir tabiron ko agg lagatian hain log dosron ko dabo kar samandar mian khud sahil par khary muskratin hian log garaz kisi ki parishani say in ko nahi khak mian armano mila datan hian log
(80)
Kimenay Logoon Ke Kame Nahi Is Jahan Ma,
On Ke Harkatoon Say Ap Pechan Jahain Gay,
Advice 80 Sms
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
Advice 80 Sms |
No comments:
Post a Comment